Tere Banaye hue, aaj tuje 'Banate' hai,
Dharm ke nam pe dhandha chalate hai,
Garib to aaj bhi garib hai,
Bhukhe pet ne lagai hai aag,
Pet bharne k liye vo murtiya bechte hai
Aur ye amir log uspe bhi rotiya sekte hai,
Tere banaye hue, aaj tuje 'Banate' hai...
Dubne se bacha lena hume,
Chahe hum tuje har sal dubade..
Ek tu hai, jisne hume mitti ka banaya,
Aur ak hum hai, jo tuje pop ka banate hai
Tere banaye hue, aaj tuje 'Banate' hai..
Tuje Laddu pe laddu khilate hai,
Aur usme ghee banavati milate hai,
Tere dar pe dhol-nagare aur taase bajaate hai,
Aur ghar pe kitne log bhukhe pet so jaate hai..
Tere banaye hue, aaj tuje 'Banate' hai.. - Ankit M. Pandya
( Maf Karna Ganesha)
લિ. અંકિત એમ. પંડ્યા
સમુદ્ર મંથન - રત્ન 50

No comments:
Post a Comment